Friday, 30 September 2011

Santa Banta

Santa: pata hai, bachpan mein mujhe ek bus ne zor se dakka maar diya tha.
Banta: baap re, tu mar gaya ke bach gaya?
Santa: mujhe yaad nahi hai. main tab 4 saal ka tha 



Santa: sab log kyu bhaag rahe hai?
Banta: yeh race hai. jo jeetega use prize milega
Santa: agar sirf jeetnewaale ko prize milega to itne log kyu bhaaga rahe hai?

No comments:

Post a Comment